Computer App For Android me android app Kaise chalaye, Android app ko PC me Kaise chalaye Friends Kai bar aise app hote hai jinke window version nahi mil pate ese me vo app ap mobile me use karte ho jaise WhatsApp, PNR Status, Editing app, etc ke PC version bahut kam hote hai or in applications ke liye payment Bhi Karna pad skta hai ese me mai apko esa tareeka batane vala hu jisse ap apne mobile ke all apps ko apne pc me bhi Chala paoge iske liye ap hmara pura article padhe.
Computer App For Android Android application ko pc me chalane se ap koi bhi android apps, games, live wallpaper, etc ko apne computer me Chala page iske liye apko koi activation key nahi chahiye ap chaho to android antivirus ko bhi Pc Me use kar sakte ho.
android user bahut jyada hai isliye companies daily hajaro new new application launch karti hai Jo ki bahut interested or useful bhi hote hai unke window version aashaani se nahi mil pate ese me ap apne computer me android app install kar ke bahut aasani se vo all application apne window computer me use kar paoge.
- Online Paise Kaise Kamaye?
- PayTm Se Paise Kaise Kamaye?
- Jio Se Paise Kaise Kamaye? जिओ से पैसे कमाने के तरीके
- Google Se Paise Kaise Kamaye? Google से पैसे कमाने के तरीके
- Facebook Se Paise Kaise Kamaye? (Daily $50 Income)
Contents
Computer App For Android
Jaisa ki ap jante hai ki android ek mobile operating system hai or pc window par kaam karta hai ese me in dono device ko connect karne ke liye apko apne pc me BlueStacks application install karna hoga ye application company me android application ko run karta hai.
is application ko use karne ke bad ap apne sabhi tarah ke koi bhi ap apne computer me bahut hi aasani se chala sakte hai or iske sath hi ap android game bhi pc me khel sakte hai ye ek bahut hi accha aur aasan tarika hota hai android application ko pc me use karne ka.
PC Me Android App Kaise Chalaye
Friends ap agar apne android app ko pc me chalana chahte hai to iske liye apko apne computer me BlueStacks ek computer ka application hai jiski size 255 MB hai or iske liye apko apne computer me ye app Install karna hoga.
1. Install Software
Sabse Pahle Apko Apne computer me BlueStacks Application download karna hoga
2. Start BLUESTSCKS
ab application download hone ke bad aapko is app ko install kar lena hai aur uske bad aapko is app ko open karna hoga is app ko 1st time open hone me 4-5 minutes ka time lag sakta hai.
3. Select One Option
4. Search App
5.. Open App
Ab is application me hi apko install kiye gaye all apps show hoge usme se ap kisi bhi apps par click kare vo android apps start ho jayega.
ab ap is tarike se kisi bhi android app ko apne pc me bahut hi asani se use kar sakte hai aur iske liye apko koi paise bhi kharch nahi karne hoge aur is tarike se ap apne pc me android game bhi khel sakte hai ye bahut hi easy process hoti hai jiska ap bahut asani se istmal kar sakte hai.
- खुद का बिजनेस शुरू करने से पहले जान ले यह 10+1 बाते
- Doctor Kaise Bane or Sarkari Doctor Banne Ke Liye Kya Kare
- Net Banking क्या हैं और इंटरनेट बैंकिंग कैसे करते हैं
- Bitcoin क्या हैं और बिटकॉइन कैसे ख़रीदे और इससे पैसे कैसे कमाए
- Google Search History को डिलीट कैसे करते हैं
is tarah se ap kisi bhi android application yaa game ko apne pc me ya laptop me bahut aasani se chala sakte hai hm ummid hai apko ye jankari pasand aayi hogi aur agar ap iske bare me koi saval puchna chaho to ap hme comment kar sakte hai aur jankari achi lage to isko social media par share bhi jarur kare taki aur logo ko bhi iske bare me jankari prapt ho sake.